作词 : Mrunal Shankar 作曲 : Mrunal Shankar ye fame ka game hai bro bohot hai aaye gaye ye blame ka game bro matam manaye gaye flame toh same hai jo jiya jalaye gaye hai naam Mrunal jo uthe sawaal bawaal karaye gaye wo chahe par Deti main **** nai Kalaiyan heavy par Waqt nai Music hai wavy har verse me khud hi hai wannabe wanted to curse me nobody can judge me hai meri saja mere bas me hi hai aas ke kaash hota aisa kash kinare laga de jo kashti khiladi jo khade khilaf hum unki manayenge barsi hiphop me dekho ayi adakara n now they be shouting for mercy Yaha charsi logo ki bharti hai bohot yaha wardi bole you are worthy or not Ladki aayi Hui garmi hai bohot thick hai thighs, mujhe charbi hai bohot ye raani kuch alag , hairani har taraf tufano ki talab, hum me hai farak, tu jameen main falak kab seekoge sabak jaha chale cold war waha layi hu main summer wo hi mere sath khade jinhe meri kadar maine badla weather, kar diye qatal they call it killer, i call it hustle bachpan se banate aaye bar charts, khunnas me gaye saare baar chaat ye hai "Marshal's art", toh chale mar dhaad, aaj court martial, laws karo by heart ab Hi-fi sab dost mere, saare sick artists mujhe roj mile Sci-fi lagne lagi hai zindagani aane Lage future goals mere aaj me hai! Hook- ye fame ka game hai bro bohot hai aaye gaye ye blame ka game bro matam manaye gaye flame toh same hai jo jiya jalaye gaye hai naam mrunal jo uthe sawaal bawaal karaye gaye I'm from 96, I go 69 no celebrations of valentine but when it's Hightime, I don't mind some port wine, ya balentines libaaj me nahi hai mere lihaaj, na aate hai gang signs lihaaf se bada na koi ilaaj jab chale hai pen-fights aana asaan hai kaafi yaha se na jaane ko go-sign cosec aur sec the aate bohot ab aate hai co-signs insaan ko uske usool banaye insaan par inse ho paye nahi dohraoge nahi ji karoge bhool kabool aur isme dohrai nai lifeline meri bole that i got a long life punchlines leke meri main toh karu headline ladne lagi juban like i'm on frontline bus line se jo nikli wo seedh base-line pe mujhe milna toh aya karo time pe, mind me bajao gaane saare kind ke mujhse jo dikaat hai paper pe likh ke de main na baithi koi hotline pe Kisse chhupana hai kisko dikhana kya Kisse banane hai kisi ka thikana kya Kal aur aaaj me farak hai Raaj ka diss ana hisse ya dil se lagana kya Ab gaano me bhi Mujhe dheet banna "Abhi-Jeet"-na na "Arijit" Banna Paap punya ke khet me mein Wo Preet waala Puneet ganna hook- ye fame ka game hai bro bohot hai aaye gaye ye blame ka game bro matam manaye gaye flame toh same hai jo jiya jalaye gaye hai naam mrunal jo uthe sawaal bawaal karaye gaye