作词 : Shravan Sajjan/Saattwik Dikshit/Atul Arora 作曲 : Shravan Sajjan/Atul Arora Pyaar kar ke main, Ek aah bhar ke main Dil ko saath kar ke main toh chala, kya hua? Tukde tune jab, dil ke laakh kar diye Rooh kaanp kar hui bekaraar, Bewafa Falak pe andheron sa jo samaa Kya tha woh bewafa, ya mann mera? Dil ke afsos ki kya wajah? Do dilon ki ek dastan jo lagti nek Bas khayaali dhoop sek jal gaya Bewafa Zakhm pairon mein khokhli si sairon mein Apne bhi the gairon mein, kya hua? Bewafa Falak pe andheron sa jo samaa (samaa) Kya tha woh bewafa, ya mann mera? Dil ke afsos ki kya wajah? (kya wajah?) Jab pata jo gaya so gaya (so gaya) Falak pe andheron sa jo samaa (samaa) Kya tha woh bewafa, ya mann mera? Dil ke afsos ki kya wajah? (kya thi vo wajah?) Jab pata jo gaya, so gaya