Kaise badlenge hum bhi Kaise badloge tum bhi Kaise badlenge hum bhi Kaise badloge tum bhi Tum bhi Main puchhun fayda kya? Khuli Azadi zindagi me Toh fir kaida kya? Ghar hi jab lage khaali kamre Toh fir maika kya? Jab teri baatein itni kadwi Toh fir zaika kya? Haan! Jabhi bhi Kholta muh Uthata awaaz sab bolte chup kar Kehte wo, Bol apne man ki Khol baatein dil ki par karna chhup kar Maana main khudgarz Isliye khud karz mujhe bharne ki aadat hai Toh main jab sharafat se likhta hu aafat Ibaadat ban jaati kyun aadat hai? Laanat hai sabpe so samjhe na Jo banunga apne hi dum pe, haan Ye bol hai aise ki thamte na Hum tootenge tabhi to bante haan Sitam to ho na kam Ye jang se hum ho jaate dang Ki badle rang sab jaise Holi Dil mein hai aag, wo jalte jaise Lohri Kaise badlenge hum bhi Kaise badloge tum bhi Kaise badlenge hum bhi Kaise badloge tum bhi Kaise? Kaise? Na pata ye rasta main lapata Main khamakha hi ga raha jo aa raha Main na raha jo thaame haath aur dede sath Wo beeti baat umeed ke sath Wo karte baat main bolta 'baad mein' Kare istemaal ye jaise Mr. Mallya Kare bank se baatein jane kis kamaal se Baithe sab rumaal mein Seedha jeb mein Sun chuka taane main boht Kiye the waade bhi boht Ki sach hai main kabhi nahi badlunga Jhooth ki kaisi ye chaud Sun chuka taane main boht Likh chuka gaane bhi boht Ki sach hai main kabhi nahi badlunga Jhooth ki kaisi ye chaud Sun chuka taane main boht Kiye the waade bhi boht Ki sach hai main kabhi nahi badlunga Jhooth ki kaisi ye chaud Sun chuka taane main boht Likh chuka gaane bhi boht Ki sach hai main kabhi nahi badlunga Jhooth ki kaisi ye chaud Ki sach hai main kabhi nahi badlunga