作词 : Mavee 作曲 : Bhinda Aujla Aadhi Raat Ko Jab Ye Boondein Barasti hain Aadhi Raat Ko Jab Ye Boondein Barasti hain Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Meri Ankhein Tujhe Dekhne ko Tarasti Hain Aadhi Raat Ko Jab Ye Boondein Barasti hain Asmaan Se Garajti Ye Bijliyaan Yaad Bann Kar Mere Dil Par Jab Girti Hain Tu Paas Nahi Hai Ab Mere Hamsafar Mere Par Fir Bhi hai Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Meri Baahein Tujhe Odhne Ko Tadapti Hain Aadhi Raat Ko Jab Ye Boondein Barasti hain Sunn Hawaa Kuch Keh Rahi Teri Yaadein Sab Hain Yahin Ye Kahan Tum Kho Gaye Kyun Judaa Hum Ho Gaye Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Na Jaane Kyun Haan Ye Dhadkan Tere Naam se hi Dhadakti Hain Aadhi Raat Ko Jab Ye Boondein Barasti hain