作词 : Amit Trivedi 作曲 : Amit Trivedi MAIN LAD LUNGA -MUKHDA- Gham toh mujhko hoga Main ro lunga Dil toh mera tootega Samajh lunga Par apne andar, rakhu na kuch bhi Baat kar lunga Jo hota hai, so ho jaaye Haan, jhagad lunga Par himmat na kabhi bhi haarunga Main lad lunga Par himmat na kabhi bhi haarunga Main lad lunga Haalaat se peeche na bhagunga Main lad lunga, O, jhagad lunga   -ANTARA- Majboori Main tujhse naa darunga Laachaari Main tujhse naa darunga Jo bhi hoga, jo bhi hoga, jo bhi hoga Lad lunga Bebasi Main tujhse naa darunga Bechaini Main tujhse naa darunga Jo bhi hoga, jo bhi hoga, jo bhi hoga Lad lunga Nirashayein Main tumse na darunga Maayusi Main tujhse na darunga Jo bhi hoga, jo bhi hoga, jo bhi hoga Lad lunga Bebasi Main tujhse naa darunga Bechaini Main tujhse naa darunga Jo bhi hoga, jo bhi hoga, jo bhi hoga Lad lunga Par himmat na kabhi bhi haarunga Main lad lunga