作词 : Aziz Ghazipuri 作曲 : Sanjay Mishra Humari aankhon se barsaat yoon hui hai ki bas, Humari aankhon se barsaat yoon hui hai ki bas, Kati hai raat magar, Kati hai raat magar, Raat yoon Kati hai ki bas Humari aankhon se barsaat yoon hui hai ki bas.. Kami to koi na mehfil me thi tumhare siva, Kami to koi na mehfil me thi tumhare siva Magar tumhari kami, Magar tumhari kami, Dil ko yoon khali hai ki bas Humari aankhon se barsaat yoon hui hai... Jisse tha kuwat-e-parvaaz par guroor “Aziz” Jisse tha kuwat-e-parvaaz par guroor “Aziz” Wahi patang balandi pe yoon kati hai ki bas Wahi patang balandi pe yoon kati hai ki bas Kati hai raat magar, Kati hai raat magar, Raat yoon kati hai ki bas Humari aankhon se barsaat yoon hui hai, ki bas Humari aankhon se barsaat yoon hui hai, ki bas