Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na Itna bata doon tujhko Chahat pe apni mujhko Yun to nahi ikhtiyaar Phir bhi yeh socha dil ne Ab jo laga hoon milne Poochhoon tujhe ik baar.. o.. Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Hmm.. Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya.. na.. Aisi.. kabhi pehle Hui na thi khwaahishein O.. Kisi se bhi milne ki Na ki thi koshishein.. Uljhan meri suljha de Chahoon main ya na Aankhon aankhon mein jataa de Chahoon main ya na Mere chhote chhote khwaab hain Khwaabon mein geet hain Geeton mein zindagi hai Chahat hai, preet hai Abhi main na dekhoon khwaab ko Chahoon Main Ya Na Jin mein na tu mile Ni khole honth maine Ab tak the jo sile Mujhko na jitna mujh pe Utna is dil ko tujh pe Hone laga aitbaar.. Tanha raahon mein apne Bunti hoon tere sapne Tujhse hua mujhko pyaar o.. Poochhoongi tujhko kabhi na Chahoon main ya na Tere khwaabon mein ab jeena Chahoon main kyu na Tu hi yeh mujhko bata de Chahoon main ya na Apne tu dil ka pata de Chahoon main ya na