作词 : Nas Khan/Kunaal Vermaa 作曲 : Kunaal Vermaa/Nas Khan Thoda Pyaar chahu Thodi si aas mangulu piya Ooo Oooo Jab Tu Samne Hoon Ae Dil Main Jo Chupa Na Ho Bayaan Thodi Jeene Ki Wajah Do Thodi Dil Main Toh Panah Do Chahe Toh Sehme Sehme Iss Pyaar Ko Wafa Do Thodi Kashm Kash Ghatah Do Thoda Saanson Ko Panah Do Chahe Toh Sehme Sehme Iss Pyaar Ko Wafa Do RAAA Aaye Hai Toh Ajnabi Na Lagthi phir Kyu Anjaani Kahi Anjaane Mai Aaj Koi Kaahani Hai Banjaane Uss Anjaan Ko Kahi Main Jaane Booj ke Hi Jaan Na Kehdu Jaan Pehchaan Bada Ne Se Pehle Hi Kahi Jaan Na Dedu Yeh Teri Aankhon Ki Galti Yeh Teri Baatoh Ki Galti Thoda Mera Dil Ka Dar Bhi Tere Aage Meri Saansein Nahi Chalthi Dil Ko Took Du Ya Waqt Rook Lu Main Soochein Apni Nooch Lu Kyuki Tu Bhi Zyada Baatein Nahi Karti Tujhko Jo Dekha Toh Kudh Ko Bhi Dekha Hai Tujhko Toh Pana hi Khud Ko Hi Pana Hai Mujh Mein Nahi Hai Sara Hai Tu Dil Ke Ye Zid, Ki Tera Banu Thodi Jeene Ki Wajah Do Thodi Dil Main Toh Panah Do Chahe Toh Sehme Sehme Iss Pyaar Ko Wafa Do Thodi Kashm Kash Ghatah Do Thoda Saanson Ko Panah Do Chahe Toh Sehme Sehme Iss Pyaar Ko Wafa Do