作曲 : Ragasur Chhoti kahann hai Sadiyon puraani hai Rocking sa raja 'n' Pyaari sirani hai Chaahat ki baatein hain Selfie khinchaate hain Gupchup ke thele pe Sookha banwaate hain Agni ke music pe Taa-thaiyya hota hai Raja naache jaise Jackson ka pota hai Ham dono mein par Jab sangram hota Tareeke se mood off Aapa yun khota hai Waise toh achha par Sooar ka bachcha hai Movie ki planning kar Deta woh gachcha hai Aalas ki iske mohalle Mein charcha hai Samjhe ke stud hai par tuchcha sa fachcha hai Waterpark jaanaa tha Gaanaa sunaanaa tha Bhoole tum, roothi main Tumko manaanaa tha Samjhaana chaahon toh attitude deta hai Fundae chepe jaise Dilli ka neta hai This isn't done aise thodi chalta Facebook pe bolo to Seedhe block karta hai Itna kyun sadtaa aur Kyun mujhse ladtaa hai Gustaakhi ginwaane pe Takliyaa karta hai Full-on frustration 'n' Bhaari confusion hai Yeh kaisa love hai! Bas mera illusion hai Messed-up yeh raja 'n' Pissed off yeh rani hai Moral of the story Dil dard-e-jawaani hai Khud se toh waise Goodnight na bole One night I messaged, "Mela baby chhola?" "Mela baby chhola?" Reply me likhta hai ke "tu bhatoora!" Serials ke raakshason ke jaise hansta hai So not funny! Meri feelings ko dasta hai Kya-kya bataun, It happens so often. Pout kiya, ek selfie bheji thi "Duckface" keh-keh ke mood off karta hai New top pehen loon Ya kaajal laga loon Uske palle toh Kuch bhi nahi padta hai He's such a royal disappointment Rani main par woh, drama queen lagta hai Full-on frustration 'n' Bhaari confusion hai Galti se mistake aisa connection hai Kabhi dil karta hai Break-up hi kar loon But kaise karoon mere dil me woh basta hai Chooti kahaani hai sadiyon puraani hai Rocking sa raja 'n' Pyaari si rani hai Chaahat ki baatein hain Selfie khinchaate hain Gupchup ke thele pe Sookha banwaate hain Agni ke music pe Taa-thaiyya hota hai Raja naache jaise Jackson ka pota hai Ham dono mein par Jab sangram hota Tareeke se mood off Aapa yun khota hai Waise toh achha par Sooar ka bachcha hai Movie ki planning kar Deta woh gachcha hai Aalas ki iske mohalle Mein charcha hai Samjhe ke stud hai par tuchcha sa fachcha hai Waterpark jaanaa tha Gaanaa sunaanaa tha Bhoole tum, roothi main Tumko manaanaa tha Samjhaana chaahon toh attitude deta hai Fundae chepe jaise Dilli ka neta hai Jaanu baby shona Gusse ko chhodo na Yeh sab toh hota hai "Love you" toh bolo na Kutte ki dum ho Naalayak tum ho but Aise nahi chhodungi Rishta nahi todungi Tedhe but mere ho Mera sab tum ho Main Betaal ke Jaise jakdi rahoongi Fevicol ke jaise Pakdi rahoongi but Main bhi toh rani Hoon akdi rahoongi