作词 : Tanzeel Khan 作曲 : Tanzeel Khan Bahut dino baad aaj khula asmaan hai Khali ye zameen aur bada tapmaan hai Dharti ye shaant hai,ant ka paigaam hai Bimari ko bhi Mazhab de raha insaan hai Awaaz kon uthae beimaan toh awaam hai Ab tere hi haatho mein desh ki yeh jaan hai Jo wafadaar hai unpe hi ilzaam hai vardi - safed, khaki... ko mera salaam hai Ab ye na puchna kis galti ki saza mili Ha paiso se bhi keemti bani inki zindagi Khushnaseeb samjho khudko kya halat gareeb ki Insaniyat ko chodho murdo ke liye jaagah nahi Kaisa ye manzar hai Kyu lagra mujhko dar hai Is marz kya hal hai sirf rab ko hai pataaa Kal bhi suraj niklega Roshan hoga ye jahan Umeed hi karsakte hai bas yaahaan Itna kyu hai hum tanha Beete ga bhi ye lamha Kar sakte hai sirf ab hum Dua Maut nahi dekhti kya tera mazhab Sabar rakhle thoda aur sekkhle tu sabak Ghar me hi baith agar asli tu marad Khuda se dua kar ha gunhegaar bankar Tumhara bhi hai Parivaar thoda zimmedaar bano Bhul ke bhed bhav khud se sawal karo yehi waqt sab ek saath ladho Ek Saath ladho ek Saath maro