作词 : Mack Varpe 作曲 : HRMN Ye na Bas khat hai Hui tujse Nafrat hai Sach Jaan K bhi anjan hai banta Kya Tu bhi leta rishwat hai? Tu hai nahi, na Tera bhakt hai Insan hua aaj sakt hai, Banaya tune ye jaha toh? Kaha Tera aaj Waqt hai? Uh, Meri ek Nani thi Wo kehti Kafi tere bare Mein muje, Par lage wo Bas ek kahani thi Ha Mene bhi bate wo mani thi, Shayad tha Galat Mein, Tera na bhakt Mein, Socha Tu Khada hoga piche, sach ke, Beguna Roye, Jhute Sare dikhe muje yaha, ghume tujse aaj Bach ke Waah Khud k Matlab ke liye Jo jhuke tere Aage wo nahi chahne wale Jhuti Dua kare, tere wo Aage, aate tere yaha mangne wale Jeet Ne wale aaj tere bhi Aage, Kadam chume tere Bas harne wale, Karam pe or bas kalam pe, ham hai kasam se sach ko manne wale Toh aana kabhi mile Kare ham baate Roya tha Kafi, na Dikhi wo raate? Sach ka Agar ab Tu bhi na Sath de Karu na mannte, tere Mein aage Uh, Bachpan se raha Mein true Dhunda tuje Kafi mila na tu Dikha nahi muje Tera wajuud Mila na sach, Bas dikha tha jhut Hook Upar wala Tu hai bhi ya nahi hai Aasma Mein tu hai toh toh ye kiski Jamin hai Aasma se dekhe lage duniya hasin hai Par Tera na koi dar, ab ye duniya nahi hai Verse2 Tera na koi dar yaha ayee Tera na koi ghar yaha ayee Chale tuje chune log ayee Bina diye Par yaha (Fly) Tu fas gaya insano ki kuch baato mein Din bhar lete Jo nam Tera, kale karam hai ratoo Mein Baba banke Jo gyan hai dete, Sab jaye salakho mein Tujko bhi yaha baat diya, Jikar Tera Bas baatoo mein Par Tune bhi toh diya Sath hai unka Dikhava jaise ho rishta ye khun ka, Jhuti zindagi Mein Dil ko sukun kaha? Mein toh tuje sachhyi Mein Dhundta Sab Moh Maya, Sab fake hai Kare Aankhe band, sach dekh ke Insanose Mein ab rahu dur, Upar wale bhi yaha anek hai Uh Bachpan se raha Mein true Dhunda tuje Kafi mila na tu Dikha nahi muje Tera wajuud Mila na sach, Bas dikha tha jhut