dil dil se keh raha mera hee fasana jogi hoon tera yeh mera dil hai deewana dil dil se keh raha mera hee fasana kiyon baj raha hai harsoon tera hee tarana jogi hoon tera yeh mera dil hai deewana dewana deewana dil deewana tera dewana meri aankhon mein teray sapnay hain meray sapno mein teri aankhein hain zikar hai tera laboon pay meray dard hai mera zikar mein teray sunn ja meri jaan dil-e-zakhmi ka fasana dekho na meri jaana mein kaisa deewana taanay mujhay deta hai saara yeh zamana jogi hoon tera yeh mera dil hai deewana deewana deewana dil deewana tera deewana meray yeh lamhe teri yadoon se meri yeh saansen teray wadon se jo nibhayay tu hayat aaye bhool jae tu zindagi jaye sunn ja meri jaan dil-e-zakhmi ka fasana har pal teri qurbat mein jeewan hai bitana har dam teri rahon mein palkein hai b____ana jogi hoon tera yeh mera dil hai deewana deewana deewana dil deewana tera deewana