作词 : Irshad Kamil 作曲 : Pritam Tuhi toh hai Tuhi toh hai Har pal hi teri baaton me gujarta Itna kyun mere saath aaye tu Tu na jaane, tu na jaane Har pal mein tu hai main hoon Ya hai rasta Itna kyun mujhko door laayi tu Na main vaada karta hu Na main bhoola karta Tu hai toh sab raston pe Main kya dhoonda karta Yun tera hona bhi Aur tanha karta Tuhi toh hai, tuhi toh hai Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai Ab itni toh pehchan ho gayi Nahin hai toh, nahi hai tu Ab chhoda hai tu sach mein chhod de mujhko Kyun har pal ki mehman ho gayi Main yun tanha jeeta hoon Jaise koi marta Ye bhi koi hona hai Jo hai aankhein bharta Yoon tera hona bhi Aur tanha karta...