作词 : Javed Akhtar 作曲 : Jatin - Lalit Joh bhi chahoon woh main paoon Zindagi mein jeet jaoon Chaand taare todh laoon Saari duniya par main chhaoon Bas itna sa khwaab hai Bas itna sa khwaab hai Chaand taare todh laoon Saari duniya par main chhaoon Bas itna sa khwaab hai Bas itna sa khwaab hai Yaar tu bhi sun zara Aarzoo meri hai kya Main kya ban jaana chahta hoon Main kahan kharaab hoon Main toh lajawaab hoon Main yeh manvana chahta hoon Maan ja aye khuda Itni si hai dua Main ban jaoon sabse bada Main ban jaoon sabse bada Mere peeche mere aage Haath jode duniya bhaage Bas itna sa khwaab hai Bas itna sa khwaab hai Shaan se rahoon sada Mujhpe log ho fida Haseenayein bhi dil ho khoti Dil ka yeh kamal khile Sone ka mahal mile Barasne lage heere moti Maan ja aye khuda Itni si hai dua Main zyada nahi maangta Main zyada nahi maangta Saari daulat saari taqat Saari duniya par hukumat Bas itna sa khwaab hai Bas itna sa khwaab hai