作词 : Aswekeepsearching 作曲 : Aswekeepsearching Palkon pe ek bhaar saa, Thak jaye na yeh nigaah. Alag si hai yeh aarzoo shaamo ko kar de subah. khoje dil ye raah pe nami, aankho se bhi behle abb hasi, Khushi laa dhoop bhi suhani hai, khushbuye lubhati hai, muskuraata dard bhi, Sabki ho kahani ye. choomti hai ye sama, rawaniya ye ankho ko hai khichaa, hai tumse judi saason ki ye dor