作词 : Anwar Farrukhabadi 作曲 : Arzoo bano Aaj ke dost do kadam chalke Na gaha saath chhod dete hain Dosti ke haseen pathar se Dil ka aaine tod dete hain Dosti mein ye dhoka..two Baar baar khaya hain.. two Jisko dil se manna tha.. two Usine dil dukhaya hain.. two Dosti mein ye dhoka.. two Baar baar khaya hain.. two Hay gham ke maaro se.. two Ye suluk kismat ka.. two Aa nahi sakti uske lab pe hansi.. two Jiska asko ne muh dhulaya hain Woh kabhi muskura nahi sakte Jisko taqdeer ne rulaya hai Hay gham ke maaro se.. two Ye suluk kismat ka.. two Ek din hansaya hai char din rulaya hain.. two Dosti mein ye dhoka.. two Baar baar khaya hain.. two Raat dhalne wali hai.. two Ab to ae hasi aaja.. two Jamana ho gya roshan Mohabbat ke ujale se Faza mein chandani hi chandani Malum hoti hain Diya khamosh hain Lekin kisi ka dil to jalta hain Chale aao jahan taak roshani Malum hoti hain Raat dhalne wali hai.. two Ab to ae hasi aaja..three Tere waste maine.. three Apna dil jalaya hain.. three Dosti mein ye dhoka.. two Baar baar khaya hain.. two Pyar tha use mujhse Ya phir koi yadawat thi Muskurate rahe har dard gawara karke Barha dekh liya Yuh bhi guzara karke Jabse us saks ki Ankhon mein siyasat dekhi Hum bhi laut aaye Mohabbat se kinara karke Pyar tha use mujhse.. two Ya phir yadawat thi.. two Ek pal hasaya tha.. two Umar bhar rulaya hain.. two Dosti mein ye dhoka.. two Baar baar khaya hain.. two Ab bhi unse hum anwar.. two Muskurake milte hain.. two Humne bhi zakhmo se Mehfil ko sawara hai Ab jitna tumhara hai Utna hi hamara hai Jab tumne jafaye ki Tab humne duwaye di Woh zarf tumhara tha Ye zarf hamara hain Ab bhi unse hum anwar.. two Muskurake milte hain.. two Jinse baraha doka.. two Zindagi ne khaya hai Dosti mein ye dhoka.. two Baar baar khaya hain.. two