DJ Lil Sprite on the track Kidshot! Main na sochun kabhi bhi kisi ka bura (Kabhi nahi, kabhi nahi) Mere jaise bande kam hai tere jaise Bare pade lete mujhse gyaan pura Dhyaan pura laga mera jo cheez sukoon de Jyotish na dhoond sake woh cheez hai khoon mein Log ki junoon ye jo hota garh doon mein Toh rota phir goda lagata tu pool mein Toh ki mere paap hi alag hai Mere chaahne waale bole ki tu baap ki charak hai Mujhe taane dene waale bhi ye gaana gaane waale Kahe baat hi alag hai, meri khaasi talab hai bole Label waale kare mujhe phone Kahe mujhe gaana tu banata bade khaas hai Par dhyaan se sambhaal ke rakh tone Tere flow ke wajah se tu pakad na paata maas hai Par mujhe garaj bhi nahi Lokon ki mujhe dharak bhi nahi Mere listeners hai true pata hai mujhe Tere khareede hue ye toh dikhta badi Badi badi baatein na main karun Mera bhagwaan hi nahi toh phir bata kise darun Mera maksad hi kuch aur tere raah pe kaise chalu Teri fitrat mein chor karle ye flow bhi choru Sochana tha kar jaaunga kuch bada main Pahuncha main waha jaha pe na tere vichaar hai Sochana tha kar jaaunga kuch bada main Pahuncha main waha jaha pe na tere vichaar hai Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha karke dikhaunga, bola tha tabhi main sola tha Tabhi ye kora tha, kagaz na sota tha Raaton mein uthke main likhta tha, gaane hai woh aata Aaj ka mujhe kya pata tha mere fitron ka Ramdas Tujhe kya pata tha mere jaise kare kaam tamam Naam tanaav tere maathe pe rahe shikanj, mere kaam ka woh ghaav tha Par mujhe pata hai tu karta hai stalk (Mujhe pata hai bhai) Tere darr pe main aake sirf gunga na knock (Hum bajaate bhai) Toh likhle tu aaj se kuch saal mein Main karun game top aur tu karega wish ke mere gaane Ho us bande jaise Ya phir kahega ki please kyun tu hota na die Sochana tha kar jaaunga kuch bada main Pahuncha main waha jaha pe na tere vichaar hai Sochana tha kar jaaunga kuch bada main Pahuncha main waha jaha pe na tere vichaar hai Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha Karke dikhaunga Na main naam chhin Karun pe toh naam mera kaam raat din Darun na main kaam mere saath saath bin Paas pe main hansun tere, kahu tujhe pin Scene mein hai khushi, na hai dukhi tere bin Cheen liye tere jo bhi sapne mein leen Hoke dekhu tujhe teri udi kaise neeli Dhoke mile itne ki nahi bacha dil Baatein meri sick, tu kahe mujhe ill Tabhi kare likh, tu kare mere skill pe shaq Main ill ka bhakt tu kehta par asal mein beheta Ye nasal mein Bhole ka rakt Na main dekhu kya hai mere aankhein peeche mein Toh bhago jo bhi kheeche mein Toh maaru seedha mooh pe mera daalu mera kaam Mera naam Kidshot, mera kaam hip hop Bola tha Bola tha Bola tha Bola tha, bola tha Bola tha, bola tha, bola tha, bola tha