Jaage Hain - A. R. Rahman (A. R. Rahman)/K.S. Chitra/Madras Chorale Group Written by:A.R. Rahman/Gulzar Jaage hain der tak hamein Kuch der sone do Thodi si raat aur hai Subaah toh hone do Aadhe adhoore khawab jo Poore na ho sake Ek baar phir se neend mein Woh khawab bone do Jaage hain der tak hamein Kuch der sone do Thodi si raat aur hai Subaah toh hone do Jaage hain der tak hamein Kuch der sone do Thodi si raat aur hai Subaah toh hone do Aadhe adhoore khawab jo Poore na ho sake Ek baar phir se neend mein Woh khawab bone do Jaage hain der tak hamein Kuch der sone do sone do Jaage hain der tak hamein Kuch der sone do sone do Thodi si raat aur hai Subaah toh hone do Aadhe adhoore khawab jo Poore na ho sake Ek baar phir se neend mein Woh khawab bone do