Teri neelee-neelee jacket Teri jacket mein ek pocket Us pocket mein ek locket Aur locket mein tasveer mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Meri zulfen kaale baadal Baadal ka lagaaya kaajal Kaajal ne kiya man paagal Aur paagal hain umangen mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Teri neelee-neelee jacket Teri jacket mein ek pocket Us pocket mein ek locket Aur locket mein tasveer mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Meri zulfen kaale baadal... Gore-gore mehandi waale Kabhi to honge peele tere haath bhee, tere haath bhee Ho, chaahe zamana kithna roke Rahoongi main to balmaa tere saath hee, tere saath hee Haay, muje yaar milaa hai chanchal Mere dil mein machaae halchal Halchal ne kiya hai bekal Aur bekal hain adayen mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Meri zulfen kaale baadal Baadal ka lagaaya kaajal Kaajal ne kiya man paagal Aur paagal hain umangen mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Teri neelee-neelee jacket... Too jo hanse to kaliyaan barase Qasam khuda kee, too to koyi hoor hai, koyi hoor hai Ho, pyaar kee daulat mil gayi mujh ko Mere saanwariyaa, too bhee kohinoor hai, kohinoor hai Haay, mere pyaar kee najuk dori Dori se bandhi hai gori Gori ne kiya dil choree Badi pyaaree hai ye choree mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Meri zulfen kaale baadal Baadal ka lagaaya kaajal Kaajal ne kiya man paagal Aur paagal hain umangen mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Teri neelee-neelee jacket Teri jacket mein ek pocket Us pocket mein ek locket Aur locket mein tasveer mere yaar kee Rakhnaa sanbhaal ke nishaani mere pyaar kee Meri zulfen kaale baadal...