Mere saathiya, mere saath chal Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye Raste mein tu kahin kho jaaye Toh main kya karungi? Mere saathiya, mere saath chal Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye Raste mein tu kahin kho jaaye Toh main kya karunga? Mere saathiya, mere saath chal Andekhe hain yeh sapne Anjaani hain yeh raahein Isi liye toh kehta hoon Tu thaam le meri baahein Andekhe hain yeh sapne Anjaani hain yeh raahein Isi liye toh kehta hoon Tu thaam le meri baahein Pyaar ke kachche dhaage se Tumne mujhko baandh liya Oh, mere saathiya Mere saathiya, mere saath chal Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye Raste mein tu kahin kho jaaye Toh main kya karungi? Mere saathiya, mere saath chal Iss pyaar ke lambe raste mein Mod hazaaron aate hain Kabhi-kabhi in modon pe Log bichhad bhi jaate hain Iss anjaane darr se, haaye Dhak-dhak dhadke mera jiya Oh, mere saathiya Mere saathiya, mere saath chal Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye Raste mein tu kahin kho jaaye Toh main kya karungi? Mere saathiya, mere saath chal Main kho jaaun toh kya ho? Bas phir main bhi kho jaaun Yeh ho jaaye toh kya ho? Main deewana ho jaaun Main kho jaaun toh kya ho? Bas phir main bhi kho jaaun Yeh ho jaaye toh kya ho? Main deewana ho jaaun Teri inhin baaton ne Dil mera toh jeet liya Oh, mere saathiya Mere saathiya, mere saath chal Aisa na ho, kahin kuch ho jaaye Raste mein tu kahin kho jaaye Toh main kya karungi? Toh main kya karunga? Mere saathiya, mere saath chal Mere saathiya, mere saath chal Mere saathiya, mere saath chal