Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Jaise bhi ho din Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine Yeh jaana hai, khushi hai kya, gumm kya Dono hi, do pal ki hai ruttein Na yeh thehre na rukey Zindagi do rangon se bane Ab roothe ab maane Yehi toh hai, yehi toh hai, yahaan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansuon ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine Yeh jaana hai kise kahoon apna Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi toh hai jaise karvaan Tu hai tanha kab yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan Koi sunaaye joh hassti muskaraati kahani Kehta hai dil, main bhi sunu Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishaani Kehta hai dil main bhi chunu Baahein dil ki ho baahon mein chalta Chalun yunhi raahon mein Bus yunhi, ab yahan, kab wahan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansuon ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi, toh hai jaise karvaan Tu hai tanha kab yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan (sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan)