Is pal main hoon, ya tum bhi ho Ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho Ya kehna sunana mana hain Is pal main hoon, ya tum bhi ho Ya dono hoke bhi na hain Tumhein dekhke yaad aayi Wohi bisari kahaani Deewane ka kissa, ya phir ek deewaani Dono sang sang rehte har dum Aisa yeh maine suna hai Is pal main hoon, ya tum bhi ho Ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho Ya kehna sunana mana hain Ishq hua Tum bata do yaad koi Kya puraani leke aau Ya nishaani deti jau Ya kahaani leke jau Is pal main hoon, ya tum bhi ho Ya dono hoke bhi na hain Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho Ya kehna sunana mana hain Is pal main hoon