[ti:soniye mil ja] [ar:salim-sulaiman] [al:] [00:03.99]Patang sang ud gaya bachpan [00:06.78]Jhanak jhanak mann dagar suhani re [00:11.28]Ladakpan aaya aab toh [00:12.92]Kasak masak yeh kya mastaani re [00:15.44]Are kya haay jawaani ki hoti hai yahi nishaani re [00:19.49]Ki chitwan tirchi tirchi huyi jaaye [00:22.24]Haan aayi jawaani re [00:23.51]Ho jawaani aayi, saath mein laayi [00:27.85]Pawan ke sang sang, har ang chale hichkole le ke [00:32.69]Gagan ke rang se, ude hai taqreer [00:36.19]Lagi humraahi, chali purwaayi [00:40.30]Main hoon tera Romeo, tu meri hai wohi Juliet [00:44.56]Are main Ranjha tera, tu meri hai Heer [00:48.56]Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani [00:52.83]Ke jo na main na hoon tere sang, to phir kis kaam jawaani [00:56.82]Are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani [01:01.29]Tabhi to hoti hai har baar yeh badnaam jawaani [01:05.19]Soniye mil ja mele mein, ke iska naaam jawaani [01:09.60]Are ke aaja meri jaan, ki na main Musalman na Hindu jaisi koyi bat hu [01:15.73]Are mein prem khajaane ka hoon pehredaar [01:19.43]Are ho khabardaar aashiq ki jaat hoon [01:22.17]Hey Banaras ke ikke mein ho gangatir chalenge [01:26.43]Barf ki dhoop sungane are Kashmir chalenge [01:30.59]Are kaise bhi ho haalaat main tujhko ghuma laau Baghdaad [01:34.74]Yeh mera waada jaanam [01:37.20]Are yeh chunari Bikaaner, ki surma jhumka mehandi [01:41.10]Yeh mera waada jaanam [01:43.24]Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani [01:47.35]Ke jo na main na hoon tere sang, to phir kis kaam jawaani [01:51.21]Are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani [01:55.81]Tabhi to hoti hai har baar yeh badnaam jawaani [01:59.67]Soniye mil ja mele mein, ke iska naaam jawaani [02:20.72]Are Khurja ki khurchan, are Mathura ke pedhe [02:24.63]Revadi Meerut wali, chaat daree baanki laayega - aha [02:28.98]Are main hukam karu to door Arab se pura baag khajoor laad ke [02:33.69]Aangan mein bahrpur tu mere lagwaayega [02:37.84]Are lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga.......... [02:41.35]Toh phir tu mil ja mele mein, ke iska naam jawaani [02:45.46]Nahi yeh chhota masala bahot bada hai kaand jawaani [02:49.68]Are yeh sarpat sarpat ghori meri jaan jawaani [02:53.83]Are yeh ghar ki murgi nahi yeh chhutta saand jawaani [02:57.98]Soniye mil ja............. [03:10.87]Soniye mil ja, mil ja, mil ja, mil ja, mil ja....... [03:19.30]Soniye mil ja - 2