Haay tora saajan aayo tore des Badali badara badala saawan Badala jag ne bhes re Tora saajan aayo tore des Nindein windein rehati hai aajkal Bas usako hi khaabon ke libaas mein Jaane kab tham gaye yeh kadam Ik usake hi ghar ke paas mein Raasta bhula main apana raasta Bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve Bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we Bahaara bahaara huwa dil pehali Pehali baar ve Woh Jo labj the bandhe huye Labon pe khul gaye Main Use mila toh ranj Se hai mujhame ghul gaye kuchh iss tarah Mujhame main abb hoon kidhar Main hoon kidhar kya bataau Sirf usako hai pata Bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve Bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we Bahaara bahaara huwa dil pehali Pehali baar ve Ho tora saajan aayo tore des Badali badara badala saawan Badala jag ne bhes re Tora saajan aayo tore des Nindein windein rehati hai aajkal Bas usako hi khaabon ke libaas mein Jaane kab tham gaye yeh kadam Ik usake hi ghar ke paas mein Raasta bhula main apana raasta Bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve Bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we Bahaara bahaara huwa dil pehali Pehali baar ve