作词 : Kunaal Vermaa/Prashant Ingole 作曲 : Javed Khan/Mohsin Shaikh Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jahan jaaye tu Daayein main tere baayein tu Ho rut main hawayein tu Saathiya Hassu main jab gaaye tu Roun main murjhaaye tu Bheegu main barsaaye tu Saathiya Saaya mera hai teri shakal Haal hai aisa kuch aajkal Subah main hoon tu dhoop hai Main aaina hoon tu roop hai Yeh tera saath khoob hai humsafar Tu ishq ke saare rang de gaya Phir kheench ke apne sang le gaya Kahin pe kho jaaye chal Jahan ye ruk jaaye pal Kabhi na phir aaye kal Saathiya Ek maange agar sau khwaab doon Tu rahe khush main aabad hoon Tu sabse juda juda sa hai Tu apni tarah tarah sa hai Mujhe lagta nahi hai tu doosra Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jahan jaaye tu Daayein main tere baayein tu Ho rut main hawayein tu Saathiya