Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya use tadpana O Zaalima, O Zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya use behkana O Zaalima, O Zaalima Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya use tadpana O Zaalima, O Zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya use behkana O Zaalima, O Zaalima Aankhen marhaba, baatein marhaba Main sau martaba deewana hua Mera na raha jab se dil mera Tere husn ka nishana hua Jiski har dhadkan tu ho Aise, dil ko kya dhadkana O Zaalima, O Zaalima Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya use tadpana O Zaalima, O Zaalima Saanson mein teri nazdikiyon ka Itr tu ghol de, ghol de Main hi kyun ishq zahir karoon Tu bhi kabhi bol de, bol de Saanson mein teri nazdikiyon ka Itr tu ghol de, ghol de Main hi kyun ishq zahir karoon Tu bhi kabhi bol de, bol de Leke jaan hi jaayega meri Katil har tera bahana hua Tujhse hi shuru, tujhpe hi khatam Mere pyaar ka fasana hua Tu shamma hai to, yaad rakhna Main bhi hoon parwana O Zaalima, O Zaalima Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya use tadpana O Zaalima, O Zaalima Deedar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaai Tu hi bata de, kyun Zaalima main kehlaai Kyun is tarah se duniya jahan mein karta hai meri ruswaai Tera kusoor aur Zaalima main kehlaai Deedar tera milne ke baad hi chhoote meri angdaai Tu hi bata de, kyun Zaalima main kehlaai Tu hi bata de, kyun Zaalima main kehlaai