Mil gaya woh Jo chura ke Meri ankhon se nindiya Le gaya tha Duur ek gaon hai Wahan thandi chaon hai Behti nadiya hai Jaana hai nadiya k paar Mil gaya woh Jo chura ke Meri ankhon se nindiya Le gaya tha Duur ek gaon hai Wahan thandi chaon hai Behti nadiya hai Jaana hai nadiya ke paar Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar Rasta wohi jis pe chalte Chaye wohi dhalte dhalte Dil pe jo kuch tha Wohi honton pe aane lagga Chahta hai woh bhy mujh ko Baadal batane lagga Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar Mil gaya woh Jo chura ke Meri ankhon se nindiya Le gaya tha Duur ek gaon hai Wahan thandi chaon hai Behti nadiya hai Jaana hai nadiya ke paar Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar Karr daina intezzar Mera bichra yaar Mera bichra yaar