作词 : Amit Trivedi/Swanand Kirkire 作曲 : Amit Trivedi Gustakh dil dil mein mushqil Mushqil mein dil (mushqil mein dil..) Gustakh dil thoda sangdil thoda buzdil Dard ke dar pe thehra.... hai kyun Sazayein sazayein yeh khud ko kyun deta nayi Hansne ki dhun mein rota.... hai kyun Sahi kya ghalat kya Yeh kuch bhi samajhta nahi Gustakh dil Dil mein mushqil Mushqil mein dil oooh.. Gustakh dil Hai barf si saanso mein Ankhon mein dhuaan.... dhuaan (dhuaan... dhuaan..) Ye har pal kyoon khele hai Gham ka khusi ka juaa.... juaa.. Ye umeedon bhara.... Ye khud se hi dara... Suljhe dhaago mein Uljhaa.... hai kyun.. Salahe salahe yeh khud ki bhi sunta nahi Gustakh dil Dil mein mushqil Mushqil mein dil Ho... gustakh dil Kyun baaton hi baaton mein Phisalti hai zubaan.... zubaan.. (zubaan... zubaan..) Kisi shada theharti hai Behakti hai nigah nigah Ye kaise kab hua ha-ha Ye keh do kyu hua Girta nahi to sambhalta hai kyu Jhukaaye jhukaaye maghroor jhukta nahi Gustakh dil Dil mein mushqil Mushqil mein dil oh-ooh Gustakh dil